Dusaro ke Facebook Profile Me Apna Photo Kaise Add Kare? 2024 tips

आज का title read करने के बाद आप ये तो जरुर समझ गए होंगे कि आज मैं आपको Facebook में एक ऐसे trick के बारे में बताने वाला हूं जिसे आजमाकर आप पाने दोस्तों और रिश्तेदारों को बेवकूफ बना सकते हो. ये बात तो आपको पता तो होगी ही कि जब तक आपके पास दुसरे का Facebook id और password न हो तब तक आप उसके profile में अपना photo add ही नहीं कर सकते, लेकिन एक trick है जिसे follow करने के बाद आप ऐसा कर सकते हो.

मान लीजिये कि किसी famous लोगों के Facebook profile में मेरा photo display होने लगे और उस profile को मैं अपने friends को दिखाऊ तो सब कितने surprise होंगे. आप भी ऐसा कर सकते हो और अपनेfriends को fool बना सकते हो. अगर आप ऐसा करते हो तो आपके friends सच में surprise हो जायेंगे और आपकी respect भी करने लगेंगे 🙂

ऐसा करने का वजह चाहे जो भी हो, मजा बहुत आता है. कुछ दिन पहले ही मैंने इस trick के बारे में जाना, और मैंने किसी famous cricketer के profile में अपना photo लगा दिया, और जब मैंने उस profile को अपने friends को दिखाया तो सब surprise हो गए और समझ गए कि मेरा contact बहुत दूर-दूर तक है 🙂

Dusaro ke Facebook Profile Me Apna Photo Kaise Add Kare?

आप भी कुछ ऐसा कर सकते हो, लेकिन मजा तब आता है जब आप अपने friends के profile picture को replace करके किसी लड़की का photo add कर देते हो. आप अपने friends के Facebook profile के photo को किसी लड़की के photo के साथ replace करके उसे दिखाओ तब आपका friends जरुर confuse हो जायेगा कि कैसे हुआ और उसे लगेगा कि उसका profile hack हो गया है.

तो चालिया आपको वो trick बताते हैं जिसे follow करने के बाद आप किसी भी Facebook profile photo को change कर सकते हो.

Dusaro ke Facebook Profile Me Apna Photo Kaise Add Kare?

Sabse pehle aapko us photo ka link chahiye hoga jisay aap profile photo ki jagah par lagana chahte hai. Or photo search karne ka sabse behtar tarika hai ki aap jo sa photo chahte ho usay google par search karo.

Dusaro ke Facebook Profile Me Apna Photo Kaise Add Kare?

1. Sabse pehle aapko wo photo google pe search karna hai jisay aap kisi dusre ke Facebook profile photo ke sath replace karna chahte ho. Me Google Image ke jariye Flower image search kiya hu. Kyunki me chahta hu ki me apne friend ka profile photo ko flower image ke sath replace karu.

2. Image search karne ke bad aapko bahut se photo dekhenge, bas aapko jo sa photo chahiye uske upar right click karna hai.

3. Photo ke upar right click karte hi ek menu open hoga jaha par aapko Copy image address par click karna hai. Bas itna karte hi us image ka link copy ho jayega.

Friends aapne ye to sikh liye ki kaise google me koi sa bhi image search karke uska link copy kiya jata hai. Ab chaliye aab aapko batate hai ki kaise image link ke jariye kisi ka bhi Facebook profile photo change kiya jata hai.

Sabse pehle aap us vyakti ke Facebook profile me jaye jiska profile photo aapko change karna hai.

Dusaro ke Facebook Profile Me Apna Photo Kaise Add Kare?

1. Us vyakti ke Facebook profile me jane ke bad, profile photo ke upar apna mouse pointer rakhe or right click kare.

2. Right click karte hi aapko ek menu najar aayega jaga par aapko Inspect ke upar click karna hai.

Dusaro ke Facebook Profile Me Apna Photo Kaise Add Kare?

Inspect par click karte hi aapko profile photo ki coding najar aayegi,coding me image link bhi hoga jisay hum change karke kisi bhi image ka link add kar sakte hai.

Dusaro ke Facebook Profile Me Apna Photo Kaise Add Kare?

Aap coding me dekh sakte ho ki ek jagah pe src likha hua hai or src ke bagal me blue color se likha hua jo kuch bhi hai wo image ka link hi hai, jisay humko change karna hai. Link change karke ke liye aapko sirf src ke bagal me jo blue color ka text likha hua hai uske upar double click karna hai, double click karte hi wo pura text select ho jayega jisko aap delete karke apne image link paste karna hai.

Dusaro ke Facebook Profile Me Apna Photo Kaise Add Kare?

Jaise hi aap apna copy kiya hua link paste karoge waise hi profile photo change ho jayega, profile photo change karne ke bad aap niche jitne bhi coding hai unhe close kar dijiye. Ab aap apne friends ko bulakar unka Facebook profile dikaho, me guarantee ke sath keh sakta hu ki aapka friends jarur ghabra jayega ki uske profile photo ko kisne replace kar diye hai.

Friends aaj maine jo tarika bataya usay maine khud apne friends ke Facebook profile par use kiya hai or mere friends bahut paresan bhi huye hai. Friends circle me masti-majak to chalta hi hai, aap apne frinds or relative ke sath masti-majak ke liye aisa kar sakte ho. Lekin kisi ko paresan mat kijiyega nahi to aap bure fasoge 🙂

NOTE : aap jo bhi photo change karoge wo change ho jayega bas aapko photo link copy karke fb profile photo link ke jagah par replace karna ha. Lekin jaise hi aap apne browser ko refresh karoge photo fir se wahi ho jayega jisay profile owner ne set kiya hai.

Friends aaj ka hamra Facebook smart trick aapko kaisa laga hume comment ke jariye jarur bataye, or ye bhi jarur bataye ki kya aap ish trick ko karne me successful huye ya nahi. THANKS

6 thoughts on “Dusaro ke Facebook Profile Me Apna Photo Kaise Add Kare? 2024 tips”

  1. बहुत ही अच्छा लेख लिखा है भाई आपने ओर बहुत हैल्पफुल भी
    Bhai आपके लेख की जितनी तारीफ करू उतनी ही कम है भाई
    मासा आल्हा आपका लेख तो वास्तव में खतरनाक है

    Bhai आप बहुत अच्छे ट्रिक्स लाते हो हमारे लिए ।।

    धन्यवाद भाई ऐसे ही ट्रिक्स लाते रहिये भाई

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top