ब्लॉग क्या है? ब्लॉग के बारे में पूरी जानकारी

इस आर्टिकल यानी के पोस्ट के ज़रिए आज हम आपको बताएँगे कि ब्लॉग आख़िर होता क्या है ? ब्लॉग कहते किसे है ? लोग ब्लॉग क्यूँ बनाते है ? लोग ब्लॉग्गिंग क्यूँ करते है ? ब्लॉग बनाने से क्या फायदा होता है ? इन सब सवालों के जवाब पाने के लिए इस पोस्ट को पूरा पढ़े, इसमे आपको पूरी जानकारी देने की हमारी पूरी कोसिस रहेगी.

Blog होता क्या है ? ब्लॉग किसे कहते है ?

ब्लॉग एक ऐसी जगह है जहा रोज, हर घंटे कुछ ना कुछ नया सीखने को मिलता है, वाहा रोज नये-नये पोस्ट update होते रहते हैं. ब्लॉग एक तरह का personal वेबसाइट होता है जिसे dairy की तरह लिखा जाता है. इसमे लिखे जाने वाले विषय नॉर्मल भी हो सकते है ओर important भी. हर ब्लॉग में कुछ आर्टिकल, कुछ फोटो ओर कुछ वीडियो भी हो सकती है.

ब्लॉग एक इंग्लीश शब्द है जो की weblog शब्द का एक short name है. Weblog नाम 1997 में जोर्न बर्गर ने दिया, जिसे आगे चलकर 1999 में Merholz ने इसका शॉर्ट नाम रखा ब्लॉग जो आज इस नाम से फेमस है. लोग इसी नाम से जानते है ओर ये शब्द इंटरनेट पर फेमस हो गया है.

दोस्तों आपको पता ही होगा कि लोग पुराने जमाने या कुछ सालो पहले यानी लगभग 20 साल पहले, लोग dairy, magazine, अपने विचार या कुछ जरुरी बातें लिखा करते थे या share किया करते थे. आज के modern age में लोग इंटरनेट पर लिखना यानी ब्लॉग लिखना पसंद करते है, उसे share करते हैं. इसी को ब्लॉग कहा जाता है. ब्लॉग किसी भी टॉपिक पर लिखा जा सकता है. ब्लॉग लिखने वाले को ब्लॉगर कहा जाता है और जो काम ब्लॉग पर होता है उसे ब्लॉग्गिंग कहा जाता है.

ब्लॉग्गिंग – Blogging

ब्लॉग बना कर आर्टिकल लिखने और ब्लॉग को maintain करने का काम को ही ब्लॉग्गिंग कहते है, ब्लॉग्गिंग एक ऐसा ज़रिया है जिसके जरिये हम किसी विषय पर लिख सकते है. आप जो कुछ भी जानते है वो दूसरो को भी सीखा सकते हो, ब्लॉग्गिंग ज्ञान और मनोरंजन का साधन बन चुका है. ब्लॉग्गिंग करके आप अच्छे पैसे भी कमा सकते हो. ब्लॉग्गिंग से पूरी दुनिया मे अपनी एक अलग पहचान बना सकते हो.

ब्लॉगर – Blogger

ब्लॉगर वो व्यक्ति होता है जो ब्लॉग बनाकर अपना ज्ञान, विचार, आनुभव और जो भी कुछ वो जनता हो, जिससे दूसरो की सहायता कर सकता है लोगो तक पहुचता है, वो अपने ब्लॉग के ज़रिए से इसके लिए वो रोज लिखता है, हर टाइम लोगो को अपडेटेड रखने से लिए नये-नये चोजो मे लगा रहता है, यानी की वो हर चीज़ जिसे लोग नही जानते उससे अपने ब्लॉग के ज़रिए से बताता है , उसे ब्लॉगर कहते है. सिंपल शब्द मे बोल सकते है कि जो व्यक्ति ब्लॉग्गिंग करता है वो ब्लॉगर कहलाता है.

Blog दिखने में कैसा होता है ?

Ek simple blog ki baat kari jaye to ek taraf posts list dikhai jati hai or ek taraf sidebar me feature, blog me post ke niche comment system hota hai jissay blog me aane wale readers apne suggestions , advice de sakte hai. or ek subscription box hota hai, Subscription box me readers apne email ke jariye se aapke blog se nayi-nayi post ke updates apne email me pa sakte hai. ek blog ko jyadatar ek admin ya owner ya ek team ke jariye chalaya ja sakta hai. Ek blog me har roj nayi-nayi posts publish hote hai.

Blog banane ke fayde kya hai ?

Generally blog banakar ya blogging karke hume kaoi nuksan nahi hota. Balki blog se fayde hi fayde hai. For exampla-

  • Apni knowledge ko ek dusare se shar karke yani blog me articles ko likh ke blog se hum paise bhi kama sakta hai.
  • Internet ki duniya me apni identity bana sakte hai.
  • Blog ek aisa jariya hai jaha par aapko kuch na kuch new information milti rahti hai. Aap isay sikhte bhi hai or sikhate bhi hai.
  • Blog banana bahut hi easy hai, simple blog banane me hume technical knowledge ya coding ki jankari ki jarurat nahi padti.
  • Blog ek aisa jagah hai jaha aap apni baato ko kam samay me hajaro logo tak pahucha sakte ho.
  • Blog kisi bhi language me likh sakte hai. Isme koi rok-tok nahi hai.
  • Blog banane ke liye koi technical study ki jarurat nahi padti, blog koi bhi bana sakta hai
  • Sabse badi baat to ye hai ki blogging karke aapka knowledge kam hai hota balki badhta hai.

Free me blog kaise banaye ?

Agar aap bhi apna ek blog banana chahte hai to aap in platform ki help se free blog bana sakte hai wo bhi bina kisi technical jankari ke. Blog banane ke kai tarike hote hai..

  • Blogger- Blogger bahut hi famous platform hai. Blogger.com google ka hi product hai , isko blogspot ke naam se bhi jana jata hai. ye puri duniya me famous hai. Isa use karna bahut hi aasan hai, aaj kal isi platform ko log jyada apnate hai , ek free blog site banane ke liye.
  • WordPress – WordPress bhi pure world me famous hai, wordpres ki service free bhi hai or paid bhi. Aap agar free service me blog banate hai to ye bhi blogger jaisa hi hai lekin agar aap paid service use karte hai to ye bloggr se bhut jyada powerful ban jata hai. Ye ek content management system hai. Isay use karne me bahut easy hai. Yah pahli bar 27 May 2003 ko inke founder Matt Mullenweg or Mike Little ne banaya tha.
  • Joomla – Joomla ek free or open source content management system (CMS) hai. Iski help se internet par blog bana sakte hai. Ye PHP programming language me likha gaya hai. Joomla 17 August 2005 me aaya.
  • Weebly – Weebly bhi ek acchi service hai, lekin ye ek web hosting service hai, iski madad se 3rd level ki website banai jati hai, isme drag and drop ke website features hai.
Scroll to Top